Sahil Singh Oberoi-ek safal businessman, jo tanha raha
karta tha kyuki paanch saal pehle ek accident ne usse
uska sab kuch cheen liya tha - uska pyaar, uski khushi.
Tab se zindagi sirf ek samjhauta ban kar reh gayi thi uske
liye. Meera-ek ladki jo dheere-dheere uski tanhai ka
hissa banne lagi. Dosti shuru hui, par jaise-jaise baatein
badhti gayi, ek ajeeb ehsaas hone laga. Yeh rishta sirf
insaano tak simit nahi tha, yeh ek rooh ka bandhan tha.
Ek aisi mohabbat jo mehsoos toh ki ja sakti thi, par samjhi
nahi ja sakti. Lekin jab sacchai saamne aayi, Sahil ke hosh
udd gaye. Kya yeh pyaar hai ya ek aisi kahani jo sirf
barbaadi la sakti hai? Kya pyaar maut se pare ho sakta
Link 🔗🖇️🖇️
https://t.me/+CEtcw9F0OO5lY2M1https://t.me/+CEtcw9F0OO5lY2M1🔰 Join Backup Channel 🔰
[
https://t.me/+V8RafC85Mn41NGQ9]