DVA = Direct deal via Admin.
Escrow vo procces hai jisme 3 parties hoti hai 1) buyer , 2) seller , 3) a middle man .
Yha per Buyer apna paisa middle man ko de deta hai taki seller buyer ke sath koi cheat na kr ske .
Middle man vo person hai jo in dono ke bich mein goods /services ki deal karwata hai aur ensure krta hai ki transaction bina cheating ke ho jaye.
Jaise hi seller buyer ko maal de deta hai tb immediately middle man buyer ka paisa seller ko de deta hai...
Agar seller ka maal sahi nhi hai jaisa ki btaya gya tha buyer ko tb buyer middle man ko ye baat bta skta hai jisse ki middle man seller ko paise nhi deta hai .
is tarike se tg pe kuch bhi kharidne or bechne me hone wale scam ko roka ja skta hai
credit : bio bhiya