REMINDER OF ALLAH 🕊


Channel's geo and language: India, English
Category: Religion


الا بِزکراللہ تَتما اِنَّال قلوب 🍃

Related channels

Channel's geo and language
India, English
Category
Religion
Statistics
Posts filter






Kiya log is baat par guman karte hai ki unki azmaish nahi ki jayege jo log aisa guman karte hai who log khatre me hai beshak hum zaroor azamige jaise ke inse Pehle logo ko hum ne azmaish ki thi

SURAH ANKABOOT


Azamaish toh aisi sahabha or ambiya logo par ayi hai hum log kuch nahi hai Allah ne aise logo se azmaish li lekin Allah kiya unka makam buland hai
Logo ko tel [ Oil ] me daal kar bhoon diya jata tha ki kaho ki tumhara Rab Allah nahi hai Hazarate maaz ibne jabal ke pass itni Daulat thi unko kaha tha jo dualt hai sba chod kar chale jao toh unhone sab chod di thi Daulat unke walid ka intekal ho gaya or jo libas sone ka pehne the usko bhi utarwa diye the jab maaz ka intekal hua toh who bina libas ke the toh kafan chota padha rasoolullah ne kaha takhne khule hai toh aap ne Irshad farmaya sar ko dhaap do or takhno par ghaas daal do .

@Allah_Reminder




Allah Ki Rehmat Se Mayus hone walo sun lo
@ALLAH_REMINDER 🕊

Listen ..🎧
#MUST


Life in Jannah - Part 1
@ALLAH_REMINDER 🕊

Listen ..🎧#MUST




‏اتنا علم حاصل کرنے کے بعد بھی اگر آپ کا دل صاف نہیں، حق و باطل کی پہچان نہیں، اچھائی برائی کی تمیز نہیں، انسانیت کا احساس نہیں تو پھر آپ کا علم ایسا ہی ہے جیسے گدھے پر کتابوں کا بوجھ۔


𝙉𝙖𝙗𝙞 𝙆𝙖𝙧𝙚𝙚𝙢 𝙨𝙖𝙡𝙡𝙖𝙝𝙪 𝙖𝙝𝙚𝙡𝙞𝙬𝙖𝙨𝙖𝙡𝙖𝙢 𝙣𝙚 𝙛𝙖𝙧𝙢𝙖𝙮𝙖 𝘼𝙜𝙖𝙧 𝙩𝙪𝙢 𝘼𝙡𝙡𝙖𝙝 𝙥𝙖𝙧 𝙩𝙖𝙬𝙖𝙠𝙠𝙪𝙡 [𝘽𝙝𝙖𝙧𝙤𝙨𝙖]
𝙠𝙖𝙧𝙤 𝙟𝙖𝙞𝙨𝙚 𝙠𝙞 𝙩𝙖𝙬𝙖𝙠𝙠𝙪𝙡 𝙠𝙖𝙧𝙣𝙚 𝙠𝙖 𝙝𝙖𝙦 𝙝𝙖𝙞 𝙩𝙤 𝙩𝙪𝙢𝙝𝙚 𝙞𝙨𝙞 𝙩𝙧𝙖𝙝 𝙧𝙞𝙯𝙦 𝙢𝙞𝙡𝙚𝙜𝙖 𝙟𝙖𝙞𝙨𝙚 𝙠𝙞 𝙥𝙖𝙧𝙞𝙣𝙙𝙤𝙣 𝙠𝙤 𝙢𝙞𝙡𝙩𝙖 𝙝𝙖𝙞 𝙠𝙞 𝙨𝙪𝙗𝙝𝙖 𝙠𝙤 𝙬𝙤𝙝 𝙗𝙝𝙤𝙤𝙠𝙚 𝙣𝙞𝙠𝙖𝙡𝙩𝙚 𝙝𝙖𝙞 𝙖𝙪𝙧 𝙨𝙝𝙖𝙖𝙢 𝙠𝙤 𝙬𝙤𝙝 𝘼𝙖𝙨𝙤𝙤𝙙𝙖 [ 𝙋𝙚𝙧 𝙗𝙝𝙖𝙧 𝙠𝙖𝙧 ] 𝙬𝙖𝙥𝙞𝙨 𝙖𝙩𝙚 𝙝𝙖𝙞 .

𝙎𝙪𝙣𝙣𝙖 𝙏𝙞𝙧𝙢𝙞𝙙𝙝𝙞 : 2344 [ 𝙨𝙖𝙝𝙞𝙝 ]


𝙄𝙡𝙢𝙞 𝙋𝙤𝙞𝙣𝙩𝙨



. 𝘿𝙪𝙣𝙞𝙮𝙖 𝙠𝙖 𝘼𝙡𝙡𝙖𝙝 𝙥𝙖𝙧 𝙨𝙚 𝙩𝙖𝙬𝙖𝙠𝙠𝙪𝙡 𝙪𝙩𝙝 𝙜𝙖𝙮𝙖 𝙝𝙖𝙞 𝙙𝙪𝙣𝙞𝙮𝙖 𝙢𝙚 100 𝙢𝙚 𝙨𝙚 99 𝙡𝙤𝙜 𝘼𝙡𝙡𝙖𝙝 𝙥𝙖𝙧 𝙩𝙖𝙬𝙖𝙠𝙠𝙪𝙡 𝙣𝙖𝙝𝙞 𝙖𝙧𝙩𝙚 𝙝𝙖𝙧 𝙘𝙝𝙤𝙩𝙞 𝙗𝙖𝙖𝙩 𝙥𝙖𝙧 𝙥𝙖𝙧𝙚𝙨𝙝𝙖𝙣 𝙝𝙤𝙩𝙚 𝙝𝙖𝙞 𝙬𝙤𝙝 𝙜𝙖𝙡𝙖𝙩 𝘼𝙡𝙡𝙖𝙝 𝙗𝙚𝙨𝙝𝙖𝙠 𝙝𝙖𝙧 𝙚𝙠 𝙘𝙝𝙚𝙚𝙯 𝙥𝙖𝙧 𝙦𝙖𝙙𝙞𝙧 𝙝𝙖𝙞 𝙬𝙤𝙝 𝙗𝙖𝙙𝙝𝙨𝙝𝙖𝙝 𝙖𝙞 𝘼𝙡𝙡𝙖𝙝 𝙠𝙚𝙝𝙩𝙖 𝙝𝙖𝙞 𝙟𝙖𝙞𝙨𝙖 𝙢𝙚𝙧𝙖 𝙗𝙖𝙣𝙙𝙖 𝙜𝙪𝙢𝙖𝙣 𝙠𝙖𝙧𝙩𝙖 𝙝𝙖𝙞 𝙢𝙚𝙧𝙚 𝙗𝙖𝙧𝙚 𝙢𝙚 𝙢𝙖𝙞 𝙪𝙨𝙚 𝙩𝙪𝙧𝙖𝙣𝙩 𝙮𝙖𝙖𝙙 𝙠𝙖𝙧𝙩𝙖 𝙖𝙥𝙣𝙚 𝙙𝙞𝙡 𝙢𝙚

. 𝘿𝙪𝙣𝙞𝙮𝙖 𝙠𝙞 𝙨𝙤𝙘𝙝 𝙝𝙖𝙞 𝙠𝙞 𝙝𝙪𝙢𝙚 𝙨𝙖𝙗 𝙢𝙞𝙡 𝙟𝙖𝙮𝙚 𝙟𝙤 𝙝𝙪𝙢 𝙥𝙖𝙣𝙖 𝙘𝙝𝙖𝙝𝙩𝙚 𝙝𝙖𝙞 𝙡𝙚𝙠𝙞𝙣 𝙬𝙤𝙝 𝙮𝙚𝙝 𝙣𝙖𝙝𝙞 𝙟𝙖𝙣𝙩𝙖 𝙠𝙞 𝙞𝙨𝙨𝙚 𝙗𝙚𝙝𝙩𝙖𝙧 𝙟𝙤 𝘼𝙡𝙡𝙖𝙝 𝙖𝙩𝙖 𝙠𝙖𝙧𝙚𝙜𝙖 𝙪𝙨𝙢𝙚 𝙠𝙞𝙩𝙣𝙖 𝙗𝙖𝙙𝙖 𝙧𝙚𝙬𝙖𝙧𝙙 𝙝𝙖𝙞 , 𝙟𝙤 𝙘𝙝𝙚𝙚𝙯 𝘼𝙡𝙡𝙖𝙝 𝙠𝙞 𝙩𝙧𝙖𝙛 𝙨𝙚 𝙝𝙤 𝙪𝙨𝙢𝙚 𝙠𝙝𝙖𝙞𝙧 𝙝𝙞 𝙠𝙝𝙖𝙞𝙧 𝙝𝙖𝙞 𝙙𝙪𝙠𝙝𝙞 𝙗𝙞𝙢𝙖𝙧𝙞 𝙠𝙪𝙘𝙝 𝙗𝙝𝙞 𝙩𝙖𝙠𝙡𝙚𝙚𝙛 𝙝𝙤 𝙩𝙤 𝙠𝙖𝙝𝙚 𝙗𝙖𝙣𝙙𝙖 𝙄𝙣𝙣𝙖 𝙡𝙞𝙡𝙡𝙖𝙝𝙞 𝙬𝙖 𝙞𝙣𝙣𝙖 𝙖𝙡𝙚𝙝𝙞 𝙧𝙖𝙟𝙪𝙚𝙚𝙣 𝙟𝙖𝙞𝙨𝙚 𝙠𝙞 𝙝𝙪𝙢 𝘼𝙡𝙡𝙖𝙝 𝙝𝙞 𝙠𝙚 𝙝𝙖𝙞 𝙖𝙡𝙡𝙖𝙝 𝙠𝙞 𝙩𝙧𝙖𝙛 𝙡𝙖𝙪𝙩 𝙠𝙖𝙧 𝙟𝙖𝙣𝙖 𝙝𝙖𝙞 𝙬𝙖𝙞𝙨𝙚 𝙝𝙞 𝙟𝙤 𝙙𝙪𝙠𝙝 𝙩𝙖𝙠𝙡𝙚𝙚𝙛 𝙖𝙞 𝙬𝙤𝙝 𝙗𝙝𝙞 𝙖𝙡𝙡𝙖𝙝 𝙠𝙞 𝙩𝙧𝙖𝙛 𝙡𝙖𝙪𝙩 𝙟𝙖𝙮𝙚𝙜𝙞


@𝘼𝙡𝙡𝙖𝙝_𝙍𝙚𝙢𝙞𝙣𝙙𝙚𝙧 🕊








Rabbi allahuma kama rabbayani sagera Beshak 😔 @Allah_Reminder 🕊


📜 *wazahat:* Nabi Kareem ﷺ ne hume ye samjhaya ke aurat ke maal-o-daulat, hasab-o-nasab, aur khoobsurti ke bajaye deen ko afzal qaraar dena chahiye, kyun ke ek biwi sirf shohar ki saathi hi nahi balki aane wali nasal ki Maa bhi hoti hai. Jab aurat deendar hogi to wo apni aoulad ki deeni tarbiyat mein bhi ahem kirdar ada kar sakegi. Is liye mehaz zahiri ya maadi cheezon par tawajjo dene ke bajaye hume deendar aurat ke intekhab par tawajjo deni chahiye taa ke khandan ki buniyad deen par rakhi ja sake.

Arabi muhawara "تربت يداك" (yani tere haath khaak alood ho) yahan bad-dua ke tor par nahi balke Arabi zuban mein ye targheeb aur tawajjo dilane ke tor par istemaal hua hai. Is ka maqsad ye hai ke mard shadi ke maamle mein deendari ko sab se zyada ahmeyat de. Dosre awaamil jaise maal-o-daulat ya khoobsurati agar mojood ho to ye izafi nematen hain, lekin agar ye cheezen na bhi hon to bhi deendari par koi samjhauta nahi hona chahiye.

Sahih Bukhari: jild 7, kitab ul-Nikah 67, hadith no. 5090

@Allah_Reminder 🕊






Assalamu alikum wa rahmatullahi wa brakhtahu aap abhi se duao ki darkhwast hai kaafi tabiyat kharab hai meri jaldi se jald dua kare aap log Aagar Azmaish ai toh Allah sabr or takat de or rasta Asan Farmaye Insha Allah Ameen

@Allah_Reminder







20 last posts shown.