Shruti (Song Writer ✍️🏻)


Channel's geo and language: India, Hindi
Category: Telegram


aestheticpoetry_here
meghaa's._.lines👀🥀
Either circle or square👀
Poetry poetry everywhere💖
Handled by👉MEGHAAAA❤
@its_megha_1😴
New id, keep support🌷
.
.
.
.
.
.
Awwww💘lots of love🌻

Related channels  |  Similar channels

Channel's geo and language
India, Hindi
Category
Telegram
Statistics
Posts filter


Forward from: IGNOU UpToDate With Updates
📣 After Sonam Wangchuk was removed from Jantar Mantar

⚠️ Now Demand PM Modi's Resignation

तानाशाह अपनी तानाशाही के दम पर अपनी सरकार चला रहा है !

तानाशाही नहीं चलेगी


Tu paas aaye
dil muskuraye
Dekh tujh yeh
Subah-o-shaam bhiga jaye

Kaisi khushi hain
Pal mein bhuji hain
Is qadar tu meri
Har saans mein basi hain

Intezaar tera
Kab se hoon kar raha
Ab toh aur na le, Imtihan

Maana tujhe jahaan,
ho jauga faana
Khona saku, jeena saku,
do pal yaha

Katta na yeh din
Tujhko dekhe bin
Kaisi hain tadapan
Milna namumkin

Har lamha tu hain
Milta na kyun hain
Tujhse hain saansein
Tu hi manzil hain

Khamoshi ka sama
Kaise hain kat raha
Pucho na tum zara, mujhse

Maana tujhe jahaan,
ho jauga faana
Khona saku, jeena saku,
do pal yaha

Kaisi hain chubhan
Chubhti jo har dam
Tujhse mili jo
Laghti mujhe kyun hain kam

Chal jan ja tu
Tu hi hain sirf tu
Marna hain mumkin
Tujh bin jo jee loon

Saansein rukjayena
Safar yeh thamjayena
Samjh kyu aayena, tujhe

Song Credits:
Song: Do Pal Yaha
Lyrics: @Shruti
Date: 17 July 2021


Forward from: IGNOU UpToDate With Updates
My 1st Song on YouTube
I hope aap sab ko pasand aayega
💯

Video Link ⬇️ -
https://youtu.be/GUSIqvHfvp0?si=mPOTjdNmwnF6ss05

Gaana Sune aur Comment karke bataye kaisa hain Song hamara 🎤

🎧 Audio Credits :

Song: Dilli Shahar
Artist: Dillsher X B Happy
Composer: Dillsher X B Happy
Music Production: B Happy
Lyrics: Dillsher
Mix & Mastering: B Happy

📝 Dilli Shahar - Song Lyrics

[Hook]
Shu shu krti jaave
Gaadi Dilli shaher me
Shu shu krti jaave
Gaadi Dilli shaher me
Dhole maame piche maare
Chase kre gang ne
Shu shu krti jaave
Gaadi Dilli shaher me
Shu shu krti jaave
Gaadi Dilli shaher me

[Verse 1]
Barricade tod ho liye faraar
Tihar ke yaar navigation re sambhal
Aage te maar cut phone pe keh re
Phone pkda jine khaki vardi ka haath

Hooter lgre car pe
Shooter tere sheher ke
Istihar lgre wall pe
Wanted tere sheher ke
Khoka rkha bag me
Gang maari tang se
Dabde kona Chore baliye
Maame ki kisi lane te

[Pre-Chorus]
Headquarter khof me
NCR zone me
Batti bor unlock hai
Kend puche kaun hai
Hello hello sahab ji
Dillsher naam hai Dillsher

[Hook]
Shu shu krti jaave
Gaadi Dilli shaher me
Shu shu krti jaave
Gaadi Dilli shaher me
Dhole maame piche maare
Chase kre gang ne
Shu shu krti jaave
Gaadi Dilli shaher me
Shu shu krti jaave
Gaadi Dilli shaher me

[Verse 2]
Trend me chore, gaadi modify
Zero te sau, batti Hove Se multiple
Khula sa system, papera ki headline
Urban na chora koi, Desi se qualified

Sab te uper bhaichara rakhe
Bhole ke ashu (Rudraks) chatti ke dhore rakhe
Shahar tera chori red zone lge
Jib te mame meri
gang nu Chase kra

[Hook]
Shu shu krti jaave
gaadi Dilli shaher me
Shu shu krti jaave
Gaadi Dilli shaher me
Dhole maame piche maare
Chase kre Gang ne
Shu shu krti jaave
Gaadi Dilli shaher me
Shu shu krti jaave
Gaadi Dilli shaher me


Tum meri nazar se chura toh na loge
Meri mahhobat ko chupa toh na doge
Mujhe bhidh mein aksar huyi mushkile hain
Mere pyaar mujhko daga toh na doge


Muntazar mera maar chuka
Farozaan ka hain yeh sama..




Unh ko pata bhi hain kya
Jaan-e-wafa bhi hain kya
Khamoshiyon se jo hain pare
Anjam-e-mohabbat bhi hain kya


Tell me your 1st love story
Apne pehle pyaar ke bare mein batao 👇🏻


Bharde khushiyon se ghar main jo tu jo
Yehi apni sogat hain
Chote sapne choti choti khushiyan hi toh
Ghar ki pehchan hain

Kholu khushiyan ke band garwaje
Han kar de tu
Aankhon hi Aankhon mein izhar
Han Kar de tu
Bekham ka hi rehswat hain

"Hook"

Meri raatein saware aur shaame
Hoti nahi hain yeh mere
Meri baate yaade aur khawab sare
Bandhe hain achal se tere
Bandhe hain tere achal se

Aake tu dekh le meri ujhan ko
Sare bikhre pade purze sadne ko
Lekar angdiyo se ubasi tak
Karde shamil ya karde hawale sab
Meri itni si hi aas hain

"Hook"

Mehman hi ban ke aa ja tu
Aisa mere khayal hain
Meri aaft hi sanjh karle ab tu
Aise dil ke halat hain

Khamoshiyon ki tadata ho jyada to
Mere labon se labz bhi lele tu
Meri chahat ka paigam dede tu
Teri Chahat hi mera inam hain

Song Credits:
Song: No Hook Yet
Lyrics: @Shruti
Date: 12th March 2022


Video is unavailable for watching
Show in Telegram
Aakhon ne jo dil se kaha tha wahi khawab ho yaar
Ab toh mera dil bhi na raha kaabu mein yaar ❤️


1k subscribers
kitne saalon mein kar doge aap sab 🥺


Taro mein gunje is tarah
Dard ki sau hasrate
Badal bhi hoke pareshan
Bunde jo aaye chirke
Kitni thi gam ki khushiyan
Aankhon me pani bhar gaye
Mit te hai zakham
Par tera dard nahi

Lamho ne pehle ki tarah
Waqt ke jhake dediye
Do udhti patng thi jahaan
Aalam ne dhage kasliye
Wado aur kasmo ka kya
tute yeh toh har mod pe
Hum ko na hain
jeena ae zindagi

Song Credits:
Song: No Hook Yet
Lyrics: @Shruti
Date: 7th June 2022


Agar aasma pe saja du tujhe
Toh yeh chand jane fir kidhar jayega
Tu kehdiyo zulfoon ko lehrane laghe
Kahi fir jaa ke yeh ambar jagmaga jayega

Kya garajti bijali ke darmiyane aayi ho tum
Kya aagn laghe paani mein beha aayi ho tum

Tu jahaan ki khubsurat hain aisi pari
Main aashiq diwana tera aaina ho
Tu dekh ke karde mujhe shanoshaukat
Main aaino ki mefil ka badsha jona ho

Agar aasma pe saja du tujhe
Toh yeh chand jane fir kidhar jayega
Tu kehdiyo zulfoon ko lehrane laghe
Kahi fir jaa ke yeh ambar jagmaga jayega

Ijazat ho hame toh tujhpe sab luta denge hum
Tu jaanmo ki doult tujhe kaise bhula denge hum

Dur se dekhe tujhe channe wale
Yeh paas ke chashme pe haq apna ho
Kaisi hain zuba aur yeh kya keha gayi
Hame hoth padhne ki mohlat toh do

Agar aasma pe saja du tujhe
Toh yeh chand jane fir kidhar jayega
Tu kehdiyo zulfoon ko lehrane laghe
Kahi fir jaa ke yeh ambar jagmaga jayega

Kya laghti ho silki libazon mein tum
Kya laghti ho lehrate kajal mein tum

Hazaro raang the mere dil pe chape
Tujhe niharte saang hi beraang huwe
Kehne ko yeh pheekaphaaki lagh sakti hain
Sache aashiq ho toh hi samjh paao ge

Agar aasma pe saja du tujhe
Toh yeh chand jane fir kidhar jayega
Tu kehdiyo zulfoon ko lehrane laghe
Kahi fir jaa ke yeh ambar jagmaga jayega

Nawabon ki doli utha laye hain hum
Tumhe kya pata kya kar aaye hain hum

Nagme sunke yaadon mein aane laghe toh
Yeh geet mera amar ho jayega
Main likh ne se behtar sunau tujhe toh
Kya yeh andaaz bhi pasand aayega

Agar aasma pe saja du tujhe
Toh yeh chand jane fir kidhar jayega
Tu kehdiyo zulfoon ko lehrane laghe
Kahi fir jaa ke yeh ambar jagmaga jayega

Main shayar hoon thoda sharmaye ho tum
Main baat hoon choddi kasmewade ho tum

Kya kehna tere aise aashiqo ka
Tere aashiq hain sabhi charmare
Na mardangi na mardana yaha
Khaali fokat ke tere manju bane

Agar aasma pe saja du tujhe
Toh yeh chand jane fir kidhar jayega
Tu kehdiyo zulfoon ko lehrane laghe
Kahi fir jaa ke yeh ambar jagmaga jayega

Tujhe danke ki chot pe le jayege hum
Foladi hain sina na ghabrayege hum

Yeh nakhre sahe bhi na jaye agar
Mohabaat mein milte inam jona ho
Aise tanbadan ki kya di je misal
Jise mein aashiq ka swad hi na ho

Agar aasma pe saja du tujhe
Toh yeh chand jane fir kidhar jayega
Tu kehdiyo zulfoon ko lehrane laghe
Kahi fir jaa ke yeh ambar jagmaga jayega

Wajha kya bani thi jo ae chaandni tum
Zameen pe ujalo ka kafila leaaye tum

Jo raahi hain chahat ka sabr liye
Wo ishq ki touhin hain karta raha
Nahi maalum usko kya hain dillagi
Na jaane wo ishq mein sabar kaheka

Agar aasma pe saja du tujhe
Toh yeh chand jane fir kidhar jayega
Tu kehdiyo zulfoon ko lehrane laghe
Kahi fir jaa ke yeh ambar jagmaga jayega

Mere mehboob jo banke aaye hoon tum
Hazaro sitaro ki mefil sajaye hoon tum
"O Khuda ki ho rehmat jis nacheez pe
Ishq ka paigam raha us ke aagosh mein"
Solah shringar Jo kar ke aa jao ge tum
Kasamekhuda kya khub lubhao ge tum

Song Credits:
Song: Agar Aasma Pe Saja Du Tujhe
Lyrics: @Shruti
Date: 30th May 2022


Join me on telegram send channel link or QR code with your friends and family members 💞

Link 👉🏻 https://t.me/Shruti


Tumse dil lagane ko dil hain machalta mera
Tumhari khushboo se hi yeh ghar mahakta mera
Aap ki aarzo mein bhi to mere chupe arman hain
Kya kahe ab hain nahi hum apne alfaaz mein
Saari umar jee liye hum sunehare ehsaas mein
Kya kahe ab hain nahi hum apne alfaaz mein

Thehre labon pe likhai haath rukte hain nahi
Suni suni thi jo raahe hum to milte hain wahi
Har taraf ghumte milenge sarfire se haal mein
Kya kahe ab hain nahi hum apne alfaaz mein
Saari umar jee liye hum sunehare ehsaas mein
Kya kahe ab hain nahi hum apne alfaaz mein

Aangan ho mera aur tum aangan ki tulsi ho meri
Dhup laghe tumko to main bunde baras aau tabhi
Aise ehsaason se hi toh chal rahe sarpaon hain
Kya kahe ab hain nahi hum apne alfaaz mein
Saari umar jee liye hum sunehare ehsaas mein
Kya kahe ab hain nahi hum apne alfaaz mein

Song Credits:
Song: Apne Alfaaz Mein
Lyrics: @Shruti
Date: 21st May 2022


Ehsan tumhara karta hoon
Is ehsan tale mujhe dabne do
Do pal jo mile hain qurbat ke
Jee bhar ke mujhpe lootne do

Yeh Ishq e tishnagi kuch aur hi hain
Is Ishq ko hotho pe rachne do
Kuch baatein adhuri reha gayi thi
Unhe nazm mein bun ke kehne do
Ae dil tu mere thair bhi ja ab
Ae dil tu mere thair bhi ja ab
Ishq ka dariya kehta hain kuch
Humko kinara hasil hain jab
Humko kinara hasil hain jab
Kuch lamhe toh sanja karne do
Ehsan tumhara karta hoon
Is ehsan tale mujhe dabne do
Do pal jo mile hain qurbat ke
Jee bhar ke mujhpe lootne do

Apne hi likhe huwe armano par
Yun toh rooz gasht laghte firte hain
Jo tum pankh inhe de deti ho agar
aasma chad ne ki baate karte hain
Hum se na puch hal mera
Hal e dil kya kehte hain
Ishq ki galiyon se bhi ab
Toh na guzra karte hain
Sham sawere teri aahe
Bharte hi raha karte hain
Sham sawere teri aahe
Sham sawere teri aahe
Bharte hain toh bharne do
Ehsan tumhara karta hoon
Is ehsan tale mujhe dabne do
Do pal jo mile hain qurbat ke
Jee bhar ke mujhpe lootne do

Kaltalak o bemukmmal
Ishq tha humse pare
Aaj uske hi khatir
rehne do badmast hame
Hum se jyada khushnasib
hoga na kynat mein
Aapki nazaro ne aaj
dikha di janat jo hame
In aankhon ne jo nagme likhe
Pure armano se behne bhi do,
inhe aas hain jis ki karne toh do
Pure armano se behne bhi do
Pure armano se behne bhi do
Jab Ishq kiya hain main ne toh
Palkon ke aage teri maaya
Palkon ke aage teri maaya
Chalti hain toh chal ne do
Ehsan tumhara karta hoon
Is ehsan tale mujhe dabne do
Do pal jo mile hain qurbat ke
Jee bhar ke mujhpe lootne do

Song Credits:
Song: Ehsan Tumhara Karta Hoon
Lyrics: @Shruti
Date: 1st March 2022


Nighaon mein kya koi hain
Sham talak jis ko dhunde
Galiyon mein ban ke awara

Rozana khidki pe rehti nazar
Koi hain dil mein agar
Toh khule ke hume batao na

Choti si duniya hain meri
Jee rahi hoon tere sahare

Mehsus hota hain kya
Koi dil mein rehta kya
Mera hi hain woh makan kya
Kehdo na mera makan hain

Nazare hain besham
Rakhti hain tujhpe nazar
Tujhko koi na chura le hain
Koi mujhse na tujhko chora le hain

Khawab hain mere tujhi se
Jee rahi hoon tere sahare

Lipto na mujhse yun aake
Baahein tarasti hain meri
Parwa nahi mujhko meri
Ho gayi hoon tere hawale

Manzil pe nazar hogi kiski Agar
tu jo ho us ki dagar han
Darte ho kyun paas aao
Mujhmein kahi bas jao

Udhne de khudko yaha tu
Yeh duniya hain meri banayi
Mujhko tu mujhse churale
Jee rahi hoon tere hi sahare

Tute mere sabhi bandhan hain
Tu hi mere kyun sang hain
Tu hi meri khushiyon ka dariya
Tu hi mere khubsurat jahana ka sitara

Tv se jab bhi tujhko main dekhu
Tu bhi chup chup ke mujhko nihare
Aata hain tab ye khayal zahen mein
Kaise koi tujpe dil kyuna haare

Tujhko main apna banalu
Sar aankhon pe tujhe baithau
Aang ke dariye mein khudu
Tu kehde toh iss mein tairu

Khawab hain mere tujhi se
Jee rahi hoon tere sahare
Mujhko tu mujhse churale
Jee rahi hoon tere sahare

Kar le sabar ya ban besabar
Khwabo ko du mein udhan kya
Khwabo ko du mein udhan kya

Song Credits:
Song: Jee Rahi Hoon Tere Sahare
Lyrics: @Shruti
Date: 24 December 2021

21k 0 9 61 74

Yaha koi Gaykaar/Singer ho toh hame jarur bataye ham chahte hain ki hamare bolo ko bhi koi awaz mile taki woh bhi sur ke saath gunguna sake.

Baki new song upload toh hum july se hi karna cha rahe hain but kar nahi pa rahe hain kyuki us mein hum kuch edit kar rahe hain isliye upload nahi huwa abhi tak nahi toh kab ka upload ho jata kyuki yeh sabhi songs hamare pehle ke likhe huwe hain isliye pehle inhe upload karle us ke baad jo naye gaane abhi hum likh rahe hain unhe upload karna shuru karenge.


Dooba hoon main toh khayalon mein tere ke uthu toh tum aaoge nazar,

Pagalpan bhi toh mera yeh tum dekho aakhon mein hain nahi basar,

Maut aa de zindagi ab jeena nahi bin tere..

डूबा हूं मैं तो ख्यालों में तेरे
के उठो तो तुम आओगे नज़र,

पागलपन भी तो मेरा ये तुम देखो
आँखों में है नहीं बसर,

मौत आ दे जिंदगी अब जीना नहीं बिन तेरे..

Shayari Credits:
Shayari: Maut aa de zindagi
Shayra: @Shruti
Date: 5 September 2023



20 last posts shown.