https://youtu.be/DCe6dV0M92k?si=Dg4BflmkllWtw6yn
Mere paas bahut saare messages aa rahe hain kal se. Maine raat 2 baje tak reply kiya, lekin abhi bhi kaafi messages pending hain. ❤️
I'll try my best to reply to each one of you.
Baaki, tab tak ye video zaroor dekh lena. Ismein kaafi clarity milegi ki answer key wale poore process ko kaise handle karna hai, abhi kya karna hai aur aage ki preparation kis direction mein le jaani hai.
Thoda patience rakhna, sabhi ko reply karne ki poori koshish rahegi. 🫂