CGL Mains Mock Series ❤️
Mock 1 ka Maths thoda hard tha, isliye mock attempt karne ke baad solution video zaroor dekhna. Questions ko samajhna aur unka approach learn karna important hai.
Baaki mocks mein aise questions milenge, jisse tum best aur worst, dono situations ke liye prepared raho.
Mock 2 aaj thoda late upload hoga.
Exam kaisa aayega, ye humare haath mein nahi hai. Isliye better hai ki mocks mein har tarah ki situation ke liye prepare rahein. ❤️
Aur haan, Reasoning wala mock zaroor attempt karna! Usmein kaafi achhe aur perfect questions hain, especially Analytical Reasoning ke, kyunki PYQs mein abhi practice ke liye questions limited hain.
So don't skip it. Attempt karo, analyse karo.