TRADING KE NIYAM
1.STOP LOSS KE BAGER KABHI BHI WORK NAHI KRNA HAI.
2.HAMESHA PROFIT KA RATIO LOSS SE DOUBLE YA TRIPLE HONA CHAHIYE.
3.AAPNE JO TRADE LIYA HAI USME KISIKE KEHNE PAR MODIFICATION YA EXIT NHI KRNA HAI.
4.AGAR AAPNE TRADE LE LIYA HAI TO YA TO SL HIT HO YA TGT AAYE BAS AAPKO YAHI STRATEGY FOLLOW KRNA HAI.
5.EK DIN ME 3TRADE SE JYADA KABHI NAHI KARNA HAI.
6.AAPKA TGT PROFIT JO AAPNE RAKHA THA AGAR PEHLE HI PROFIT PAR MIL GYA HAI TO AAPKO SECOND TRADE PAR WORK NHI KRNA HAI.
7.TRADE LETE TIME CANDLE KE CLOSE HONE KA WAIT KRNA HAI CHALTI TRAIN ME NHI BETHNA HAI.
8.HUM JO TRADE LE RAHE HAIN USKA REASON HONA CHAHIYE HAMARE PAS FIR BHALE HI USME LOSS HO.
9.POSITION KABHI BHI HOLD NAHI KARNA HAI.
10.JARURI NHI AAJ JO LOSS HUA HAI USE AAJ HI COVER KARE USE COVER KARNE JAYENGE AAP TO ITNA LOSS KAR SAKTE HAI KI SYD AAPKO USE COVER KARNE ME PURA WEEK LAG JAYE ISLIYE CONDITION RAKHO EK TRADE PR LOSS TO SECOND TRADE OR AGAR SECOND TRADE PR BHI LOSS TO NO TRADE...TRY TO NEXT DAY
11.MARKET AAPSE WO KRBATA HAI JO WO CHAHATA HAI KUCH CONDITION ME AAPKO MARKET JAISA SOCHNA HAI OR KUCH CONDITION ME MARKET KE OPPOSITE...
12.CONTINUE PROFIT LOSS KI TARAF LE JATA HAI...TO PROFIT SAVE KRTE RHE APNA OR INVESTMENT MINIMUM RAKHE
DHANYAWAD