Postlar filtri


Video oldindan ko‘rish uchun mavjud emas
Telegram'da ko‘rish
Video from Aabid Cane Wala


╭┉─════──═══──══ ╮
│✯
SEERAT E KHWAJA
✯│
│✯
GAREEB NAWAZ
✯│

REHMATULLAHI ALAIH

╰┉─════──═══──══ ╯

│ PART- 04 │
─═─═─═─═─

✯ *Sultanul Hind Ataye Rasool Sarkare Gareeb Nawaz (Radi'Allahu Ta'aala Anhu) Ka Darbar Woh Azeemul Martabat Aur Faiz Bakhsh Hai Jahan Ameer o Gareeb, Shah o Gada, Mohtaj o Gani Aur Apne Begaane Sab Ke Daman Gule Maqsood Se Bhare Jaate Hai Aur Aap Ke Chashmaye Judo Sakha Se Ek Dunya Sairaab Hoti Rehti Hai! Mash'hoor Salateene Mughliya Jalaluddin Akbar, Jahangir, Shahjahan, Sher Shah Suri Aur Aurangzeb Wagairah Jaise Shaukat Satwat Aur Jalalo Jabroot Ke Malik Sarkare Gareeb Nawaz Ke Aastanaye Aaliya Par Hazri Dete Toh Ijzo Inkesaar Aur Adbo Ahteraam Ki Tasweer Ban Jaate Aur Apne Aap Ko Aap Ke Darbar Mein Is Andaz Mein Pesh Karte Jis Tarah Ek Jaanisaaro Wafadaro Gulam Aaqa Ki Khidmat Mein Hazir Hua Karta Hai! Saath Hi Apne Waqt Ke Jalilul Qadr wa Aali Martabat Sufiya e Kiraam, Ma'shaikh e Izaam wa Auliya Zawil Ahteraam Aap Ke Mazare Pur'anwar Par Hazir Ho Kar Ek Nigaahe Karam Ke Muntazir Rehte Aur Sarapa Ilteja Ban Jaate Hai Ek Aalam Aap Ke Dare Pak Par Is Haqeeqato Karamat Ka Apni Aankhon Se Mushahda Karta Rehta Hai!*

_Tumhare Dar Hi Karamat Yeh Barha Dekhi_
_Gareeb Aaye Hai Aur Ban Gaye Gareeb Nawaz_

*Awamo Khwas Har Mushkil Aur Musibat Ki Ghadi Mein Ajmer Shareef Hazir Hokar Aap Ke Rauza e Muqaddas Par Faryaado Zari Karte Hai, Hazrat Mand Apni Hazratein Pesh Karte Hai, Saail Suwal Karte Hai Aur Wa Fazle Rab Ki Hajat Rawai Aur Mushkil Kushai Hoti Hai Log Waqto Halat Ke Sataye, Dard o Alam Ke Maare Ashkabaar Jate Hai Aur Sarkare Gareeb Nawaz Ke Karmo Nawazish Aur Lutfo Inayat Se Hanste Muskurate Ba'murado Shaadkam Wapas Aate Hai!*

🚦 _To Be Continued•••_

○●●●●●●●●●●●●○

طالِبِ دُعا
محمـــــــد طــــاهـــر قـــــادری رضـــــــــوي

*Talib-e-Dua*
Muhammad Tahir Qaadri Razvi
📱 +91 9867233391

🅰HLE SUNNAT 🅰HLE JANNAT

https://m.facebook.com/AhleSunnatAhleJannat786

─═─═─═─═─═─═─

Subscribe Our YouTube Channel ┯┯
https://www.youtube.com/AhleSunnatAhleJannat786


•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•
Shab e Jumu'ah Darood Shareef.
•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•-•



*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ*

_شب جمعہ کا درود شریف_

اَللّٰـــهُمَّ صَــلِّ وَسَلِّمْ وَبَارِكْ عَــلٰى سَيِّدِنَا وَمَوْلٰنَا

مُحَــمَّدٍ نِ النَّبِيِّ الْاُمِّيِّ الْحَبِيْبِ الْعَالِي الْقَدْرِ

الْعَظِيْمِ الْجَاهِ وَعَلٰی اٰلِهٖ وَصَحْبِهٖ وَبَارِك وَسَلِّم

اَللّٰـــهُمَّ صَــلِّ عَــلٰى مُحَــمَّدٍ وَّاَنْزِلْهُ

الْمَــقْعَدَ الْمُقَـرَّبَ عِنْــدَكَ يَوْمَ الْقِيـَـامــَةِ



"Allahumma Salli Wa Sallim Wa Baarik Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadinin Nabiyyil Ummiyyil Habeebil Aalil Qadril Azeemil Jaahi Wa'Ala Aalihi Wasahbihi Wabaarik Wasallim Allahumma Salli Ala Muhammadinw Wa'anzilhul Maq'adal Muqarraba Indaka Yaumal Qiyamah"


_Buzurgaane Deen Farmate Hai Yeh Darood Shareef Shab e Jumu'ah (Jumeraat o Jumu'ah Ke Darmiyani Raat) Ko kam az Kam Ek Martaba Padhey.._

Fazilat :
•-•-•-•-•


Inteqal Ke Waqt Woh Shakhs Huzoor Shafi e Mehshar

Ki Ziyarat Se Musharaf Hoga. Aur Qabr Mein Daakhil Hote Waqt Bhi Aur Yaha Tak iss Darood Shareef Padhne Ki Fazilat Hai Ke Padhne Wala Dekhega Ke Huzoor e Akram

Ussey Apne Haathon Se Qabr Mein Rakh Rahey Hai.


Nabi e Kareem ﷺ Farmate Hai Jo Shakhs Yeh Darood Shareef Padhega Meri Shafa'at Uss Shakhs Par Wajib Hai.

📖*#Afzal us Salawat Ala Sayyidis Sadat Page No - 151.*
📖*#Al Targeeb Wat Tarheeb.*


Θ•Θ•Θ•Θ•Θ•Θ•Θ•Θ•Θ•Θ•Θ

🌹طالِبِ دُعا🌹
سگ حضور تاج الشریعہ

🌹 Talib-e-Dua🌹
*Sag-e-Huzoor Tajush Shariah*


🅰HLE SUNNAT 🅰HLE JANNAT

https://m.facebook.com/AhleSunnatAhleJannat786

─═─═─═─═─═─═─

Subscribe Our YouTube Channel ┯┯
https://www.youtube.com/AhleSunnatAhleJannat786


╭┉─════──═══──══ ╮
│✯
SEERAT E KHWAJA
✯│
│✯
GAREEB NAWAZ
✯│

REHMATULLAHI ALAIH

╰┉─════──═══──══ ╯

│ PART- 03 │
─═─═─═─═─

✯ *Sultanul Hind Sarkar Khwaja Gareeb Nawaz Radi'Allahu Ta'aala Anhu Apni Tableegi Zindagi Mein Zulmo Nafrat Ke Khugar Aur Jafapesha Insaano Ke Samne Islami Akhlaqo Kirdaar Ka Woh Purkashish Namuna Pesh Kiya Ke Ki Bade Bade Sangdil Mom Ho Gaye Aur Kufro Shirk Aur Fisqo Ki Badtareen Lanaton Mein Doobe Huwe Insaano Ke Andar Islami Taleemat Ki Roshni Jagh Uthi Aur Aahista Aahista Woh Sarkare Gareeb Nawaz Ki Haqparasthi wa Sachchai Ke Qailo Moatrif Hokar Halqabagoshe Islam Hone Lage! Aap Ki Asar Aafreen wa Dilnasheen Tableeg Nihayat Sargarmi Ke Saath Barabar Jaari Thi Jis Ka Lazimi Natija Yeh Huaa Ki Sarkare Gareeb Nawaz Radi'Allahu Ta'aala Anhu Ke Jaanisaaron, Fidaiyon Aur Aqeedat Mando Ki Ta'adad Mein Roz Baroz Izafa Hi Hota Gaya! Aap Ki Khidmat Mein Har Tabqe Ke Log Hazir Rehne Lage Awaam Toh Aap Par Dilo Jaan Se Qurban The Hi Hukkam, Umra wa Shahane Zamana Bhi Aap Ki Bargaah Wilayat Mein Sarapa Adbo Niyaaz Nazar Aate The Sultan Shahabuddin Gauri Aur Badshah Shamsuddin Altamash Aap Ki Khidmat Keliye Ma'amuli Khadimo Ki Tarah Mustaid wa Kamarbasta Rehte The!*

🚦 _To Be Continued•••_

○●●●●●●●●●●●●○

طالِبِ دُعا
محمـــــــد طــــاهـــر قـــــادری رضـــــــــوي

*Talib-e-Dua*
Muhammad Tahir Qaadri Razvi
📱

🅰HLE SUNNAT 🅰HLE JANNAT

https://m.facebook.com/AhleSunnatAhleJannat786

─═─═─═─═─═─═─

Subscribe Our YouTube Channel ┯┯
https://www.youtube.com/AhleSunnatAhleJannat786


𝗠𝗶𝘆𝗮 𝗕𝗶𝘄𝗶 𝗞𝗶 𝗕𝗮𝗮𝘁𝗲'𝗻 𝗗𝗼𝘀𝘁𝗼'𝗻 𝗠𝗲 𝗦𝗵𝗮𝗿𝗲 𝗞𝗮𝗿𝗻𝗮 𝗞𝗮𝗶𝘀𝗮 ❓

𝚁𝚊𝚜𝚘𝚘𝚕 𝙴 𝙿𝚊𝚔 ﷺ 𝙵𝚊𝚛𝚖𝚊𝚝𝚎 𝙷𝚊𝚒𝚗 𝚀𝚊𝚢𝚊𝚖𝚊𝚝 𝙺𝚎 𝙳𝚒𝚗 𝙰𝚕𝚕𝚊𝚑 𝙺𝚎 𝙿𝚊𝚊𝚜 𝙼𝚊𝚛𝚝𝚊𝚋𝚎 𝙺𝚎 𝙻𝚒𝚑𝚊𝚣 𝚂𝚎 𝙱𝚞𝚛𝚊 𝙰𝚍𝚖𝚒 𝚆𝚘 𝙷𝚘𝚐𝚊 𝙹𝚘 𝙰𝚙𝚗𝚒 𝙱𝚒𝚠𝚒 𝙺𝚎 𝙿𝚊𝚊𝚜 𝙰𝚔𝚎𝚕𝚎 𝙼𝚎 𝙹𝚊𝚝𝚊 𝙷𝚊𝚒 𝙰𝚞𝚛 𝙿𝚑𝚒𝚛 𝚆𝚘 𝚃𝚊𝚗𝚑𝚊𝚒 𝙺𝚒 𝙱𝚊𝚊𝚝𝚎'𝚗 𝙳𝚘𝚜𝚝𝚘'𝚗 𝙼𝚎 𝙺𝚎𝚑𝚝𝚊 𝙷𝚊𝚒.
📚 *Sᴀʜɪ Mᴜsʟɪᴍ #1437*

Aaj Kal Ke Bachche Biwi Ke Sath Hone Wale Tanhai Ke Mamlaat Jawani Ke Josh Me Dosto'n Me Share Karte Hain Allah Ke Liye Aisa Na Kare'n, Sochiye Agar Usne Apni Saheliyo'n Me Bolna Shuru Kiya To Kya izzat Reh Jayegi, Aap Dono Ek Dusre Ka Libas Ho, To Jo Bhi Mamlaat Ho use Dosto Ya Saheliyo'n Ne Discuss Na Kare..


Video oldindan ko‘rish uchun mavjud emas
Telegram'da ko‘rish
Video from Aabid Cane Wala




*👑Tajush Shari'ah Q|A Session Group👑*
*rajab ke mahine ke talluk se ham sab gulamane MUSTAFA sallallaho tala alaihe wasallam ke liye koi paigam inayat farmae..* Or ye bhi farmaiye ke rajab me kon se kam karna afzal hay or kon se galat riwaj hain jinse bachna chahiye.

http://jamiaturraza.com/session/29Apr13/23.mp3

*_👑Qazi ul Quzzat Fil Hind Huzur TajushShari'ah Ka Jawaab Samaa'at Farmaaein.._👑*


Video oldindan ko‘rish uchun mavjud emas
Telegram'da ko‘rish
Video from Aabid Cane Wala


🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙
Aaj 29 Jamadil Aakhir thi.
Mumbai mein chand ki aam ruyat huwi hai..
Lehaaza All India Sunni Jamiatul Ulema Ruyate Hilaal Committee Mumbai ki jaanib se *Qazi e Shaher Hazrat Allama Mufti Mehmood Akhtar Sahab qibla ne kal baroz Jumeraat 2 January ko 1 Rajab ul Murajjab* hone ka ailaan farmaaya hai...
🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙

*Aalam e Islaam ko Maah e Chishtiya Mubaarak ho..!!*


ALLĀH ta’ala is Maah e mubarak me us ke Habeeb sallallāhu alaihi wasallam ke sadqe me aur Ahle bait aur Khwaja Ghareeb nawaaz rahmatullāhi alaihi aur Auliya Allāh ke waseele se
Sab ko mukammal ishq e Rasool ata farmae aur Sab ko hidaayat ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sahi tareeqe se zyada ibaadat karne ki taufiq ata farmae aur Hamare nek amal qubool farmae aur In buzurgaan e deen ko isaal e sawaab karne ki taufiq ata farmae aur Islaam ka bolbala ata farmae.
Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi aur izzat ata farmae aur Sab ki nek jaa'iz muraado ko puri farmae aur Sab ko Ilm me, Amal me aur Rizq me barkat ata farmae.


15 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Haaji Mohammad Jahaangeer rahmatullāhi alaihi (Ajmer, Rajasthan);
16 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Mohaddeeṡ e Aazam e Hind Sayyed Shaah Muhammad Ashrafi rahmatullāhi alaihi (Kichhauchha, Uttar Pradesh);
16 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Shams-ud-deen Ghaazi rahmatullāhi alaihi (Usmanabad);
16 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Ahmad S haah Qaadri urfe Nagaarchi Peer rahmatullāhi alaihi (Jambur, Gujarat);
17 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Abdul Azeez urfe Urjun Shaah Suharwardi rahmatullāhi alaihi (Petlad, Gujarat);
18 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Shaikh Sayyed Sharf-ud-deen Hasan Mash'hadi rahmatullāhi alaihi (Bharuch, Gujarat);
18 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Sadr-ul-ulama Tehseen Raza Khan rahmatullāhi alaihi (Bareilly, Uttar Pradesh);
20 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Ala-ud-deen Attaar rahmatullāhi alaihi (Jafaaniyan / Uzbekistan);
20 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Meer Sayyed Abdul Jaleel Bilgrami rahmatullāhi alaihi (Marehra, Uttar Pradesh);
21 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Ahmad bin Idrees al-Fasi rahmatullāhi alaihi (Sabya / South Africa);
21 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Abu Bakr Tusi urfe Matka Peer rahmatullāhi alaihi (Delhi);
21 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Qaazi Zia-ud-deen rahmatullāhi alaihi (Unnao, Uttar Pradesh);
21 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Maulana Mohammad Shafi Okarawi rahmatullāhi alaihi (Karachi, Pakistan);
22 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Maulana Sayyed Deedaar Ali Shaah rahmatullāhi alaihi (Lahore / Pakistan);
22 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Shaah Jalaal-ud-deen Hammaad Qaadri urfe Ma’ashooq Rabbaani rahmatullāhi alaihi (Warangal, Andhra Pradesh);
23 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Shabaab-ud-deen Ahmad ibn Hajar Haithami rahmatullāhi alaihi (Makka mukarrama);
24 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Yahyā al-Nawawi rahmatullāhi alaihi (Nawa / Syria);
24 Rajab – Yaum e Urs Hazrat Khwaja Ala-ul-Haq Pandawi rahmatullāhi alaihi (Pandua, Bengal);
25 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Sayyed Moosā al-Kaazim rahmatullāhi alaihi (Kazimain / Iraq);
25 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Qaazi Ṡana'ullāh Panipati rahmatullāhi alaihi;
25 Rajab – Yaum e Urs Hazrat Jalaal-ud-deen Shaah Qaadri rahmatullāhi alaihi (Mumbai, Maharashtra);
25 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Shaah Abdul Azeez Soofi rahmatullāhi alaihi (Durban / South Africa);
26 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Sayyed Fakhr-ud-deen Gurdezi rahmatullāhi alaihi (Ajmer, Rajashtan);
26 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Muhammad Abdullāh urfe Peer Baaro rahmatullāhi alaihi;
26 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Ali Chishti Tirmizi rahmatullāhi alaihi (Buner / Pakistan);
27 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Yousuf al-Hamadani rahmatullāhi alaihi (Merv / Turkmenistan);
27 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Junaid Baghdadi rahmatullāhi alaihi (Baghdad / Iraq);
27 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Shaikh Sayyed Abu Saaleh Nasr rahmatullāhi alaihi (Baghdad / Iraq);
27 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Abu Yousuf rahmatullāhi alaihi (Baghdad / Iraq);
27 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Makhdoom Ala-ud-deen Ansaari urfe Laadle Masha'ikh rahmatullāhi alaihi (Aland, Karnataka);
27 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Peer Badr-ud-deen Badr-e-Aalam rahmatullāhi alaihi (Bihar);
27 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Jannan Shaah Tabrizi rahmatullāhi alaihi (Velan, Gujarat);
28 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Malik Qutb-ud-deen Suharwardi rahmatullāhi alaihi (Ahmedabad, Gujarat);
28 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Sharf-ud-deen Wilaayat Shaah rahmatullāhi alaihi (Karachi / Pakistan);
28 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Hasan Faqeeh rahmatullāhi alaihi (Patan, Gujarat);
29 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Muhammad Abdullāh Bharchundi rahmatullāhi alaihi;
30 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Shafi'i rahmatullāhi alaihi (Fustat / Egypt).
****


3 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Sayyed Ali al-Haadi an-Naqi rahmatullāhi alaihi (Samarra / Iraq);
3 Rajab – Ya um e Wisaal Hazrat Abdus Salaam Qaadri Jilani rahmatullāhi alaihi (Baghdad / Iraq);
3 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Haaji Noor-ud-deen Shareef Zandani rahmatullāhi alaihi (Qunooh / Syria);
3 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Maulana Mufti Taqaddus Ali Khan Razawi rahmatullāhi alaihi ();
5 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Hasan Basri rahmatullāhi alaihi (Basra / Iraq);
5 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam-ul-Arus Sayyed Muhammad bin Ahmad Lebbai rahmatullāhi alaihi (Kilakari, Tamil Nadu);
6 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Sultaan-ul-Hind Khwaja Ghareeb Nawaaz Moeen-ud-deen Hasan Chishti rahmatullāhi alaihi (Ajmer, Rajasthan);
6 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Makhdoom Mohammad Haashim Thatthawi rahmatullāhi alaihi (Thattha / Pakistan);
7 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Ain-ud-deen Shaami rahmatullāhi alaihi;
8 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Shams-ud-deen Tabrizi rahmatullāhi alaihi (Khoy / Iran);
8 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Faiz Muhammad Chishti Shah-Jamali rahmatullāhi alaihi (Sandali, Dera Ghazi Khan / Pakistan);
8 Rajab – Urs Hazrat Hazrat Shaheed Peer Mahmood Shaah Bukhari rahmatullāhi alaihi (Bhadiyad, Gujarat);
9 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Jamaal-ud-deen Faarooqi Uchi rahmatullāhi alaihi (Patan, Gujarat);
9 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Shaah Gada-ur-Rahmān Abbaas rahmatullāhi alaihi;
9 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Sarkaar e Kalaan Allama Sayyed Shaah Muhammad Mukhtaar Ashraf al-Ashrafi rahmatullāhi alaihi (Kichhauchha, Uttar Pradesh);
10 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Moosā Suhaag rahmatullāhi alaihi (Ahmedabad, Gujarat);
11 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Makhdoom Shaah Mohammad Munem paak Chishti rahmatullāhi alaihi (Patna, Bihar);
11 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Abul Husain Ahmad-e-Noori Miyan Barkaati rahmatullāhi alaihi (Marehra, Uttar Pradesh);
11 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Shaah Ali Husain Ashrafi rahmatullāhi alaihi (Kichhauchha, Uttar Pradesh);
12 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Abbaas ibn Abdul Muttalib radiy-Allāhu ta’ala anhu (Madeena munawwara);
12 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Maqbool e aalam Sayyed Nizaam-ud-deen Mohammad rahmatullāhi alaihi (Ahmedabad, Gujarat);
12 Rajab – Yaum e Urs Hazrat Sidi Mubaarak Nob urfe Baava Gor rahmatullāhi alaihi (Ratanpur, Gujarat);
12 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Mufti Muhammad Ashraf Chishti Sialwi rahmatullāhi alaihi (Pakistan);
13 Rajab – Yaum e Wilaadat Hazrat Ali al-Murtaza radiy-Allāhu ta’ala anhu;
13 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Tirmizi rahmatullāhi alaihi (Sherobod / Uzbekistan);
13 Rajab – Yaum e wisaal Hazrat Khwaja Sayyed Abu Yousuf Chishti rahmatullāhi alaihi (Chisht / Syria);
13 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Meer Sayyed Moosā Qaadri Jeelaani rahmatullāhi alaihi (Baghdad / Iraq);
14 Rajab – Yaum e Wisaal Ummul mo’mineen Hazrate Zainab binte Jahsh radiy-Allāhu ta’ala anha (Madeena munawwara);
14 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Ghaazi Sayyed Saalaar Mas'ood rahmatullāhi alaihi (Bahraich, Uttar Pradesh);
14 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Sayyed Hisaam-ud-deen Jigar sokhta Chishti rahmatullāhi alaihi (Sambhar, Rajsthan);
14 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Syyed Beg Mohammad urfe Shaah Bhikan rahmatullāhi alaihi (Ahmedabad, Gujarat);
14 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Ghaiban Shaah rahmatullāhi alaihi (Rajkot, Gujarat);
14 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Alaawan Shaheed rahmatullāhi alaihi (Motha, Gujarat);
15 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Sayyeda Zainab binte Ali radiy-Allāhu ta’ala anha (Damascus / Syria);
15 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Ja’afar al-Saadiq rahmatullāhi alaihi (Madeena munawwara);
15 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Umar bin Abdul Azeez rahmatullāhi alaihi (Aleppo / Syria);15 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Sayyed Haaji Hud rahmatullāhi alaihi (Patan, Gujarat);


Maah e Rajab Mubarak.
♦♦♦♦♦♦♦♦

‘Rajab’ ka ma’ana hai ‘Ta’azeem karna’.
Ahle Arab is mahine ki khaas ta’azeem kiya karte the.

Is ko ‘Al-Asab’ bhi kehte hain ya’ni Tez bahaav.
Is Maah e mubarak me Tauba karne waalo par Rahmat ka bahaav tez ho jaata aur Ibaadat karne waalo par Qubooliyat ke anwaar ka Faizaan hota hai.

**
Is barkat wa rahmat aur fazeelat waale mahine me Shab e Me'araaj hai.
27wi Rajab ki mubarak raat me ALLĀH ta’ala ne apne Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ko Me'araj ata farmai aur aap ko La makaan ki us bulandi par bulaaya jis ka koi tasawwur bhi nahi kar sakta aur aap ko Rab ta’ala ne apna deedaar karaaya aur aap se kalaam kiya aur Mo’mino ke liye Namaaz ka tohfa ata farmaaya.

****
Maahe Rajab ka chaand dekhkar Surah al-Ādiyaat padhen :

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
وَالْعَادِيَاتِ ضَبْحًا
فَالْمُورِيَاتِ قَدْحًا
فَالْمُغِيرَاتِ صُبْحًا
فَوَسَطْنَ بِهِ جَمْعًا
إِنَّ الْإِنْسَانَ لِرَبِّهِ لَكَنُودٌ
وَإِنَّهُ عَلَىٰ ذَٰلِكَ لَشَهِيدٌ
وَإِنَّهُ لِحُبِّ الْخَيْرِ لَشَدِي
۞ أَفَلَا يَعْلَمُ إِذَا بُعْثِرَ مَا فِي الْقُبُورِ
وَحُصِّلَ مَا فِي الصُّدُورِ
إِنَّ رَبَّهُمْ بِهِمْ يَوْمَئِذٍ لَخَبِيرٌ

Bismillāh ir-Rahmān ir-Raheem.
Wal-ādiyāti dab'ha.
Fal-mooriyāti qad'ha.
Fal-mogheerāti sub'ha.
Fa-aṡrna bihī naq'a.
Fa-wasatna bihī jam'a.
Innal insaana lirabbihī lakanoodu.
Wa innahū alā zālika lashaheedu.
Wa innahū lihubbil khayri lashadeedu.
Afalaa ya’alamu izaa bu'aṡiru maa feel quboor.
Wa hussila maa fees sudoor.
Inna rabbahum bihim yawma'izin lakhabeeru.

Phir ye masnoon dua padhen :
اللَّهُمَّ أَهِلَّهُ علَيْنَا بِالأَمْنِ والإِيمَانِ وَالسَّلامَةِ والإِسْلامِ ، رَبّي ورَبُّكَ اللَّه ، هلال رشد وخير

Allāhumma ahillahu alayna bil amni wal eimaani was salaamati wal islaami Rabbee wa Rabbuk-Allāh hilaalu rushdin wa khayrin.

अल्लाहुम्म अहिल्लहु अलयना बिल अम्नि वल ईमानि वस्सलामति वल इस्लामि रब्बी व रब्बुकल्लाह हिलालु रुश्दिन व ख़ैरिन।

Tarjuma :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
Aye ALLĀH is chaand [mahine] ko hum par amn aur eimaan aur salaamati aur islaam ke saath , Tera Rabb aur mera Rabb ALLĀH hai, yeh chaand hidaayat aur khair waala ho.

Translation :
O Allāh, let this moon appear on us with security and faith with safety and Islaam. (O moon!) Your Rabb and mine is Allāh. May this moon be bringing guidance and good.

(Jaami Tirmizi, Jild -2, Hadeeṡ -1376 /Hasan;
Tabarani, Al-Mujam-ul-Awsat, Hadeeṡ -6241)

Phir Dua e Maahe Rajab-ul-Murajjab padhen :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾

اللَّهُمَّ بَارِكْ لَنَا في رَجَبٍ وَ شَعْبَانَ وَ بَلِّغْنا رَمَضَان


Tarjuma :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
Aye ALLĀH, Hume Maah e Rajab aur Sha’abaan ki barkate ata farma aur Maah e Ramazaan tak pahunchne me aasaani ata farma.

Translation :

O ALLĀH, Grant us blessings in the month of Rajab & Sha’abaan & make us reach safely the month of Ramazaan.

*
Hadeeṡe Nabawi :

Hazrat Anas bin Maalik radiy-Allāhu ta’ala anhu se riwaayat hai ki :
Huzoor Rasool-Allāh sallallāhu alaihi wa sallam ne irshaad farmaaya
‘Jannat me ek naher hai jise Rajab kehte hain jo doodh se zyada safed aur shahed se zyada meethi hai. Jo maahe Rajab ke Roze rakhega ALLĀH ta’ala use is naher se shairaab karega.’

(Shoab-ul-Eimaan, 3/367)

****
Maah e Rajab ke khaas din :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
1 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Qutub-ud-deen Maudood Chishti rahmatullāhi alaihi (Chisht / Afghanistan);
1 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Peer Sayyed Mahmood Shaah Mohaddeeṡ Hazarwi rahmatullāhi alaihi (Havelian / Pakistan);
2 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Ghulaam Yaseen Shah-Jamali rahmatullāhi alaihi (Sandali, Dera Ghazi Khan / Pakistan);
2 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Shaah Ghulaam Muhammad Soofi rahmatullāhi alaihi (Durban / South Africa);
2 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Allama Abul Hasanaat Sayyed Mohammad Ahmad Qaadri rahmatullāhi alaihi (Lahore / Pakistan);2 Rajab – Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Abdul Haleem Shaah Daatar Bhandaari rahmatullāhi alaihi (Ankleshwar, Gujarat);


Photo from Aabid Cane Wala


*✒ ROZI ME BARKAT KE LIYE.*
▫▫▫▫▫▫▫▫
➡ 1 Rajjab fajar ki namaz ke baad khawateen apne apne gharon me .
Apne ghar ke gehun ke aate Ke dabbe se ek mutthi aata nikaal.kar ek chhote dibbe Ya bartan me dhaank kar rakhen next day bhi aisa hi karen is tarah 4 rajjab tk karen.

1-2-3-4 in chhar dino tak aata alag karke. 4 rajjab ko hi dinke 11 baje se pehle us aate ko ek badi thaali me nikaal kar use aadha aadha karen yaani half half. Aur half aate ko goondh kar Parathe bana lijiye aur half se Halwa aur ise 4 Qutub ke naam par fatiha karen. Aur Rozi ki barkat ki dua karen
4 Qutub or.naam ye hain.

1⃣ khwaja Hazrat Abdur Raheem
2⃣ Khawaja Hazrat Abdul kareem
3⃣ Khwaja Abdur Rasheed.
4⃣ Khwaja Abdul Jaleel.
Ye chaaron Qutub jahan kahin bande ki Rozi ruki hogi wahan.se lautaenge aur badhaenge In shaa Allaah

*Almafooze Kamil*

⬆⬆⬆⬆⬆⬆

Hazrat kya ye post sahi he Rahnumayi farmaye nawajish hogi

Jawab⤵

1- Hazrat Khwaja Abdur Raheem Mashriqi
2- Hazrat khwaja Abdul Kareem Maghribi
3- Hazrat Khwaja Abdur Rasheed Shimali
4- Hazrat Khwaja Abdul Jaleel Junoobi

Yeh Chaar Buzurg Rizq ki Taqseem par Maamoor hai.
4 Rajab unka Yaum hai.
Is taareekh ko Inke naam ki Fateha dilaker Dua ki jaae to Rizq Rozgaar mai Barkat hoti hai. Allah Ta'ala In Buzurgo ke waseele se Hamare Rizq mai Barkat ataa farmae.

Magar Alfooz shareef ka jo hawal diya gaya hai wo mere ilm me nahi. aur na hi waqt ki pabandi mai ne kahin dekhi hai k 11 baje se pehle hi kiya jaaye. Wa-Allahu Ta'ala A'lam

○●●●●●●●●●●●●○
📝 مقصــــود اختــر القـــادری
خادم الافتـــــاء رضوی امجدی دارالافتاء
۴۸/کریسٹل ہاؤس مسجد اسٹـــریٹ
بھنڈی بازار ممبئی ۴۰۰۰۰۳

📝 (Mufti) Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
48/crystal house Masjid Street
Bhindi Bazar, Mumbai 400003.
○●●●●●●●●●●●●○


🌹 *HADEES* 🌹
*
🌺Huzoor *SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM* Ne Farmaya Ki Jisko Ye Pasand Ho ki Umr May Daraazi Ho Aur Rizk May Wusu-at Aur Buri Maut Dafa Ho Wo *ALLAH-TA'AALA* Se Darta Rahe Aur Rishta Walon Se Suluk Kare,

🌺Aur Farmaya, Aye Ukba Duniya Wa Aakhirat Ke Afzal Akhlaak Yeh Hain Ki Tum Usko Milao Jo Tumeh Judha Kare Aur Jo Tumper Zulm Kare Use Muaf Kerdo Aur Jo Yeh Chahe Ki Umr May Daraazi Ho Aur Rizk May Wusu-at Ho Wo Apne Rishte Walon Ke Sath Sila Karen!

(Kanoon-A-Shari-at, Pg-526)

*
♥ *AJAZ AHMED ASHRAFI* ♥


🌺 Dushmani Aur Jalan ..

❤»Mafhoom-e-Hadees: RASOOLALLAH ﷺ Ne Farmaya,

🌹“Agli Ummato Ki Beemari Tumhari Taraf Bhi Aa Gai Wo Beemari Dushmani Aur Jalan Hai Jo Mundne Waali Hai, MERA Ye Matlab Nahi Ke Wo Baal Mundti Hai Balki Wo Deen Ko Mundti Hai..”

📚–(Sunan Al-Tirmidhi, Hadith: 2518, Vol. 4, p. 228)





20 ta oxirgi post ko‘rsatilgan.