💢 Salat Ul Tasbeeh Namaz Ada Karne Se Allah Aap Ke Agle, Pechle, Qadeem, Jadeed, Jaan Boojh Kar Kiye Gaye, Chote, Bade, Chupe Hue Aur Zahiri Tamaam Gunahon Ko Maaf Farma Deta Hai.
Salat ul Tasbeeh Ek Nafil Namaz Hai. Iske Bare Mein Ulama Ke Darmiyan Ikhtilaf Hai, Lekin Rajeh Qaul Yeh Hai Ke Ye Namaz Sahih hadith Se Sabit Hai. Jumhoor Ulama Aur Kibar Muhaddiseen Ne Is Hadees Ko Sahih Qarār Diya Hai.
Sheikh Al-Albani ✅
Sheikh Zubair Ali Zai ✅
Sheikh Safiur Rahman Mubarakpuri ✅
Salaf Ke 30 Se Zyada Muhaddiseen Ne Is Hadees Ko Sahih Karar Diya Hai.
🌙 Agar Is Ramzan Mein Mauqa Mile, Toh Is Khubsurat Namaz Ko Zaroor Ada Kijiye.
🔗 Is Namaz Ka Sahih Tareeqa: https://thewayofsalafiyyah.com/2015/06/24/salatut-tasbeeh-namaz-ka-tareeka/